Agar aapne CUET ke form me PwD category nahi choose kiya tha, to aapko CUET ke official records me General category ka student maana jayega. DU counselling me chahe aapne PwD category select kiya ho, lekin admission tabhi milega jab CUET form me bhi aapka PwD status mention ho. Dono jagah category same honi chahiye, warna admission process me dikkat aa sakti hai. Aap DU admission helpline ya official support team se turant contact karke situation clear kar sakte ho. Shayad aapko koi solution ya correction window ka option mil jaye.
0
0
0Pyq of chemistry 12 Maharashtra board
Seat allotment release date please tell me