Smt Fulehra Smarak Mahila Mahavidyalaya mein B.Ed admission kaise hoga?

- Jayant sirUpdated On July 15, 2025 10:32 AM

Dear students,

Smt Fulehra Smarak Mahila Mahavidyalaya mein B.Ed admission ke liye aapke paas ek bachelor degree honi chahiye. B.Ed course ke liye wo students apply kar sakte hain jinhone kisi recognised university/ college se kisi bhi stream mein ek UG degree complete kari hai, at least 50% marks ke saath. Agar aap reserved category candidate hain toh aapko marks mein kuch relaxation bhi mil sakta hai.

Is college mein B.Ed admission merit based hota hai. Aapke qualifying degree ke marks aur B.Ed entrance exam score ke basis par ek selection list release hoti hai.

- Sukriti VajpayeeAnswered on July 15, 2025 10:32 AM
  • 0
  • 0
  • 0
  • Recently Asked Questions

12th ka roll number kese dhundhe

-Roshni Ahirwar Asked on November 13, 2025 09:20 PM

Mujhe 10th ka roll nambar nikalna hai

-IVR Lead Asked on November 13, 2025 01:04 PM

Ram Manohar Lohiya Vishwavidyalay website kyon nahin chalti hai

-Devpal tiwari Asked on November 06, 2025 05:40 PM

Top